Apps kaise banate hai?
Hello friends aaj kal ki dunja me android mobile ke bina koi kaam nahi hota chahe wo koi pement karna ho ya kuch or har kaam me android mobile ka bara yogdan hai.
Aap sabhi agar android phone use karte ho agar ha aapka answer hai to aap us phone me games apps jarur downloads jarte hoge. agar aap sabhi ka jawab he ha to aap ko apps use karne me bara majha aata hai.
Aap log je bhi sochte hoge ki yar ye apps banata kon hai. Kya aap sabhi ke man me yeh baat jarur aai hogi ki apps ko banata kon hai.
Agar aai he to aap tensan mat ligiye kyo ki aal logo ke sawal ka jawab me aaj is article me dene wala hu.
Itana hi nahi me aaj aap aap ko apps banane kaise hai wo bhi sikhane wala hu.
Friends chokye ga nhi kyo ki aap bhi apps bana sakte ho.
Aap ko me aaj apps banane ke bare me batane wala hu.aaj aap ke sabhi sawalo ke jawab me is post me de duga to gais aap log rady hai apps banane ke liye.
Hamare steps ko follow kare or jan jaye ki android app kaise banaye.
create your own apps
Step1 aap ko sabse pahele google pe jana he.
Google ke search box me search karna hoga appsgeyser.com is website par jaye or waha par login kar le.
Step2 login karne ke baad me aap logo ko crite pe click kar waha aap log jaisa app banana chahete ho us pe click kare me aap ko website wala app banane ke bare me batata hu.
Website wale option pe click re.
Step3 click karne ke baad me ek new page open hoga us me aap log apne website ka yrl paste kar de or next pe click kare.
Step4 ab aap ko apne app ka naam dal deba hai aap log ek naam daal de baad me next pe click kare.
Step5 ab aap ko apne app ka discroption dal na he aap yaha par kuch bhi daal sakte hai.
Next pe click kare.
Step6 ab aap ka app ban ke tayar hai aap log ise download kar sakte ho aap ko download karene ke liye aap ke email address par ek email aayega waha se aap is ki download kar sakte ho.
How to create apps ka parta chal gaya aap ko.
I hope ki aap logo ko ye jankari samjh me aai hai agar aap ko ye jankari samjh me nhi aai to aap log camment me puch sakte hai.



Comments
Post a Comment