Skip to main content

Blog website ko design kaise kare?

 Blog me template kaise upload kare



Website design karna bahut jaruri hai.
Hello friends me aaj aap ko blog me template upload karne ke bare me batauga.
Dosto blog banane ke baad bari aati he blog ko design karne ki kyo ki agar aap ki site achi dikhegi to log aap ki site par bar bar aana chahege. Agar aap ke site par log bar bar aayege to aapki website ki rank bhi baregi.
To friends me aaj aap ko is ke bare me hi post likhane wala hu.
Aap ko aapki website ko top rank me lana he to ek achi si template upload karni hogi. Aap ko agar nahi pata ki website me template kaise upload karte hai. To koi bai nahi aap logo ki help karne ke liye me aap ki help karuga.
Aap pata hoga ki template kaha se or kaise download karte he.
Agar is ke bare me nahi pata to aap ke liye agala post is bare me hi likhuga. Wese to blogger.com par aap logo ko kuch esi template mil jayegi par me aaj aap ko download ki hui file ko upload karne ke bare me hi batauga.
To dosto me nche aap ko kuch steps bata raha hu aap us ko follow kare or sikhe.

How to upload template on blog?

Steps


  1. Sabse pahele aap log koi achhi si template chose kar ke download kar le aap jo template download karo ge wo zip me hogi or aap ko xml file chahiye. Is ke liye aap ko zip file ko xml me badlna hoga kyo ki blogger only xml file hi leta he zip file nahi. Aap ko xmlme convert karna hoga.
2. Aap ko zip ko unzip karne ke liye yaha click kar ke ja sakate hai. Unzip online is website par jakar aap log online unzip kar sakte he.aap ko chose par click karke aapki download ki hui file ko choose kar le us ke bat unzip kar ke download kar le aap ko koi parsani hoti he to aal hame bataye ham aap logo ki help jarur karege.

3. Ab aap log download karne ke bad blogger.com par jaye waha par theme par click kare.





4.ab aap ke samne ek new page open hoga usme right site me backup/reset ka option he us par click kare.



5.ab aap ke smane ek small window open hogi us me aal chose file pe click kar ke xml file ko chosse kar le. File choose karne ke baad upload kar de.



6.aap logo ki file upload ho jayegi aap aap ko template ko costmize kar le or blog me dekh le ki aap ki template kaise hai.

Website design ke bare me aal ko koi bat samjh me nahi aaye to comment me puch sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

Google AdSense Account Approved Kaise Kare in 5 easy Step ke Sath in hindi

  Adsense ko fast aprive kaise karate? Hello friends aaj ka ye topic aap ke liye kuch khas he welcome to Technical all guider  par aap ka sawagat hai. Dosto aaj me aap ko batauga ki blog me earnings karne ke liye aap ko adsense ko kaise jaldi aprove mil sakta hai. Dosto har ek blogger ka sapna hota hai ke wo website banane ke baad me adsense ko aptive kar le lekin wo esa kar nahi pate hai. Agar un ko adsence ko aprve karana he to adsense ki policy ko follow kana bahut jaruri he. Baiyo agar aap ne bhi koi blog website banani he to us me adsense ko aprove karna bahut important hai. Aap ko me aaj kuch tricks bata raha hu un ki follow karege to aap ka adsense account ban jayega. Me kuch aasan se step bata raha hu jin ko aap log follow karte jaye. Dosto aap ye steps follow kare. Blog website me adsense aprove kaise karye? Step:1 dosto aap logo ne website to bana hi li hogi to me aap ko bata du ki website bananeke baad me aap ko adsenseaprove ksrna hoga us ke liy...

What is amozone assosion?

          Amozone assosion kya hai? Hello friends aaj me aap ko kuch ese program ke bare me batauga jis se aap log paise kama sakte ho. Aal logo n3 amazon affiliate program ke bare me jaruru suna hoga. Agar aal ne amazon affiliate program ke bare me nahi suna to koi bat nhi aaj me is ke bare me hi aap logo ko batauga dosto ye is kaam ke liye aap ko koi paise kharchne ki jarurat nhi hai. Yani aap 0 inwesment ke ye kaam kar sakte he or incom kar sakte ho? Aap amazon ya kisi or online shop ke bare ne suna hoga.wo site aap ko online saman kharidne ka moka deti he. Aap log online saman dekh kar use book kar sakte hai.  Yani oder kar sakte hai amozone campaign aap ko wo samaan aap jo address dete he us par lake deti hai. Aap logo ko me bata na chahuga ki aap is website ke associated program me kaam kar ke income kar sakte hai. Amozone assosion program kya he.  Dosto ye program wo he jis se aap log amazon ki products sell karne me help kart3 h...