Blog kya hai?
Hello friends aaj kal har insan chaye us ke chota businesses ho ya bara wo apna kudh ka website bana raha hai.
Internet par esi bahut si website banane wali websites he jo website banane me help karti he.
Agar aap bhi koi blog website banane ki soch rahe hai.
To us ke liye me aap ki madat kar sakta hu me aap ke liye agale post me ye batauga ki blogger par website kaise banaye. Usse pahele aap ko ye janana bahut jaruri hai ki blog kya hai.

![]() |
| What is blog? |
Blog kya hota hai?
Dosto blog ek google ka part he jasse aap log website bhi kah sakte ho.
Friends aap logo ko ya pata hai ki aap log blog se paise bhi kama sakte ho.
Us ke liye aap ko bahut mahenat karni hogi.
Pir aap log usae adsence se connect kar ke.
Paise kama sakte ho. Aap log ye blog ek techer ki tarhe hota hai.
Maan lo ki aap ne ek blog banaya he us par kuch important post dale he or log un post ko padh rahe he. Jo log aap ke post padh rahe hai unhe kuch na kuch jankari milegi to wo studant hai.
Kyo ki wo aap se kuch sikh rahe hai.
To friends sadharan si bhasa me batau to blog ek nowladge share karne ka jariya hai.
Aap ko kisi topic par achi jankari he. To aap logo ko wo jankari sikha sakte ho.
Ya aap ke koi busineess he to aap log usea parmote kar sakte hai.
Aap log apne bussniss ke bare me bhi bata sakte ho. Aap ko agar internet ke bare me achha knowladge he to aap log achhe blogger ban sakte ho.
Agar aap ko blog ke bare me nahi pata to me aap ke liye aage jo post hoge un me blog ki aach jankari me aap tak pahuchhe ki koisis karuga.
To friends aap ko koi bhi bat is post me samjh me nahi aai to aap log comment me puch sakte ho.
Thanks
To friends aap ko koi bhi bat is post me samjh me nahi aai to aap log comment me puch sakte ho.
Thanks

Comments
Post a Comment